Laravel Eager Loading: Performance Ki Master Key! 🚀

Enhance Your Laravel App Speed Using Eager Loading

Aman jain
4 min readOct 27, 2024

--

Kya aapne kabhi socha hai ki aapka Laravel application itna slow kyun chal raha hai? Ya phir N+1 query problem se pareshan hain? Aaj hum seek sakte hain ek game-changing technique ke bare mein — Laravel Eager Loading!

Why Eager Loading Matters

Laravel mein, data ke relationships app ke backbone hote hain. Jaise ek post ke comments hote hain, ek user ke multiple orders ho sakte hain, aur aise hi aur bhi. In relationships ko efficiently load karna zaroori hai, especially jab data ka size bada ho jaaye.

Lazy Loading vs. Eager Loading

Sabse pehle, ye difference clear kar lete hain:

  • Lazy Loading: Iska matlab hai ki Laravel related data tabhi load karta hai jab aap specifically use request karte ho. For example, agar aap access karte ho $user->posts, toh Laravel ek separate query chalata hai posts ke liye. Ye situation N+1 problem create kar sakti hai, matlab har related item ke liye ek alag query chal rahi hai.
  • Eager Loading: Isme Laravel related data ek hi baar mein load karta hai. Matlab alag-alag queries ke bajaye, ek hi query mein sab data le leta hai, jo ki speed mein improvement lata…

--

--

Aman jain

I’m a developer who shares advanced Laravel and Node.js insights on Medium.